Breaking News
recent

Urdu Yaad Shayari Wallpapers & Photos

This website contains all types of poetry like yaad shayari. Yaad shayri contains yaad urdu shayari, yaad hindi shayari, beautiful yaad shayari, amazing yaad urdu shayari.
  
 Mulaqatein nahi mumkin hamein ahsas ha lekin
Tumhain ham yaad karty hain bas itna yaad rakhna tum...!!!




Tasalli si zara ho jaye gi faqat itna hi batla do
Mujhy jo hichkiyan aati hain kiya tum yaad karty ho...!!!





Unhain fursat nahi milti hamein yaad karny ki
Ye ham hain jo usey har ghari sochty rahty hain...!!!




Ye bhi ho sakta ha ky ham yaad na karty hon tumhain
Ye bhi mumkin ha tumhain ham ny bhulaya hi na ho...!!!




Nam na lena faqat itna kahna unsy ay hawa
Tumhain wo yaad karty hain jinhain tum bhool bethy ho...!!!


Unknown

Unknown

No comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.