Breaking News
recent

Dil Urdu Shayari

In this website there are many types of  shayari, this post consist on Dil shayari.


Dil bhi pagal ha ky us sy wabasta ha
Jo kisi aur ka hony na dy na apna rakhy...!!!



Dil ki chalon ko koi shayari kahy dard nahi hota
Dard to tab hota ha jab log wah wah kahty hain...!!!


 Dil mein mery jo aik malal hai 
Tery hi rawayye ka kamal ha
Bin tumhary zeest ka safar kathan ha buhat
Zabt ky bandhan toot gaye ab jeena muhal ha...!!!




Dil ny ajeeb si shart rakh di ha ab ki baar
Jab tak khayal e yaar ha chalta rahon ga main...!!!



Dil py kiya guzary gi tumhain kiya khabar jana
Tum ny to bas hath churrana ha aur chaly jana ha...!!!


Unknown

Unknown

No comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.